Friday, October 24, 2008

Tu Muskuraa jahaan bhi hai...

Yet another potential smash-hit from the maestro, AR Rahman. This team the 'Taal' team is back to mesmerise us. And this particular song is been looping back in my iPod for almost a day. The song is elegantly sung by soulful Alka Yagnik. I reckon ARR always had a soft corner for kavitha Krishnamurthy(remember Dil Se, Taal etc.), this is the first time around it is Alka donning the microphone(am I right?). Watch out for the soulful lyrics from Gulzar with very minimal musical tone. It surely stands apart for me. Yet another majestical rendition from the maestro :-)




Tu muskura jahan bhi hai tu muskura
Tu dhoop ki tarah badan ko chhoo zara
Shareer se ye muskuraahtein teri
Badan mein sunti hoon main aahatein teri
Labon se aa ke chhoo de apne lab zara
Shareer se ye muskuraahtein teri
Badan mein sunti hoon main aahatein teri

Aisa hota hai khayalon mein aksar
Tujhko sochun to mehek jaati hun
Meri rooh mein basi hai teri khushboo
Tujhko chhoo loon to behek jaati hoon
Teri aankho mein…
Teri aankho mein koi to jaadu hai
Tu muskura jahan bhi hai tu muskura

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura
Tu dhoop ki tarah badan ko chhoo zara
Shareer se ye muskuraahtein teri
Badan mein sunti hoon main aahatein teri

Tez chalti hain hawaon ki saanse
Mujhko baahon mein lapet ke chhupa le
Teri aankho ki hasi loriyon mein
Main badan ko bichhaun to sula le
Teri aankho mein…
Teri aankho mein koi to nasha hai
Tu muskura jahan bhi hai tu muskura
Aa.. aa.. aa…

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura
Tu dhoop ki tarah badan ko chhoo zara
Shareer se ye muskuraahtein teri
Badan mein sunti hoon main aahatein teri

0 Comments:

Post a Comment

<< Home